Nazar Katil Jawa Lyrics - Badrinath Pawar, Suman Kalyanpur

Nazar Katil Jawa lyrics, the song is sung by Badrinath Pawar, Suman Kalyanpur from Royal Mail (1963). The music of Nazar Katil Jawa Playful track is composed by Avinash Vyas while the lyrics are penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Nazar katil jawa
Surat are baanki ada wale
Tere hum kon hote hai
Ye jadu humpe kyo dale
Are banki ada wale
Are banki ada wale
Tere hum kon hote hai
Ye jadu hampe kyo dale
Tere hum kon hote hai

bharatlyrics.com

Badi najuk kalai hai
Ise tum mod mat dena
Ise tum mod mat dena
Han ise tum mod mat dena
Agar thama jo tumne hath
To fir chhod mat dena
Jafafar bhi wafa karte hai
Duniya me wafa wale
Jafafar bhi wafa karte hai
Duniya me wafa wale
Are banki ada wale
Are banki ada wale
Tere hum kon hote hai
Ye jadu humpe kyo dale
Tere hum kon hote hai

Bahot dekhe hai yu ashiq bahot
Dekhe hai diwane bahot
Dekhe hai diwane han bahot
Dekhe hai diwane
Nikalte hai sabhi bhavare
Magar bante hai parwane
Jala kar shamma ko
Tu chhod mat jana o diwane
Jala kar shamma ko
Tu chhod mat jana o diwane
Are  banki ada wale
Are banki ada wale
Tere hum kon hote hai
Ye jadu humpe kyo dale
Tere hum kon hote hai.

Nazar Katil Jawa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download