Nazar Nazar Se Ho Rahi Lyrics - Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Nazar Nazar Se Ho Rahi lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Main Nashe Mein Hoon (1959). Nazar Nazar Se Ho Rahi Romantic soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki
Nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki
Machal machal rahii hai raat ye bahaar ki
Ghadi nahin ye sabr kii na intazaar ki
Machal machal rahi hai raat ye bahaar ki
Ghadi nahin ye sabr ki na intazaar ki

bharatlyrics.com

Hole hole dheere dheere ghul ne lage dil
Ijak hati jijak miti ab hai kyaa muskil
Hole hole dheere dheere ghul ne lage dil
Ijak hati jijak miti ab hai kyaa muskil
Ye raat pyaar ki dilo ke haar ki
Ye raat pyaar ki dilo ke haar ki
Nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki
Machal machal rahii hai raat ye bahaar ki
Nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki

Jaate kahaan ruke yahaan saare raaste
Ham bhi aae dil bhii laae tere vaaste
Jaate kahaan ruke yahaan saare raaste
Ham bhii aae dil bhii laae tere vaaste
Ye raat pyaar ki dilon ke haar ki
Ye raat pyaar ki dilon ke haar ki
Nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki
Machal machal rahii hai raat ye bahaar ki
Ghadi nahin ye sabr kii na intazaar ki
Machal machal rahi hai raat ye bahaar ki
Nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki.

Nazar Nazar Se Ho Rahi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download