Nazar Ne Uthte Hi Lyrics - Lata Mangeshkar

Nazar Ne Uthte Hi lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Gunda (1969). Nazar Ne Uthte Hi Mujra soundtrack was composed by G.S. Kohli with lyrics written by Shadab Akhtar.

Nazar ne uthte hi kuch
Is ada se kam kiya
Surahi jhuk gayi
O surahi jhuk gayi
Paymano ne salam kiya
Nazar ne uthte hi kuch
Is ada se kam kiya
Surahi jhuk gayi
O surahi jhuk gayi
Paymano ne salam kiya
Nazar ne uthte hi

bharatlyrics.com

Mere huzoor meri sadgi ki
Dad to do
Mere huzoor meri sadgi ki
Dad to do
Sadgi ki dad to do
Naqab dal ke
Naqab dal ke
Chehre pe qatle aam kiya
Surahi jhuk gayi
O surahi jhuk gayi
Paymano ne salam kiya
Nazar ne uthte hi

Tumhare dil ka tha sise mein
Dalna muskil
Tumhare dil ka tha sise mein
Dalna muskil
Haye re dalna muskil
Jo ho saka na kisi se
Jo ho saka na kisi se
Wo humne kam kiya
Surahi jhuk gayi
O surahi jhuk gayi
Paymano ne salam kiya

Nazar milate hi parwane
Hosh kho baithe
Nazar milate hi parwane
Hosh kho baithe
Haye re hosh kho bathe
Shama ne unki mohabbat
Shama ne unki mohabbat
Mein jal ke naam kiya
Surahi jhuk gayi
O surahi jhuk gayi
Paymano ne salam kiya
Nazar ne uthte hi.

Nazar Ne Uthte Hi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download