Nazar Se Nazar Se Lyrics - Sadhana Sargam, Suresh Wadkar

Nazar Se Nazar Se lyrics, the song is sung by Sadhana Sargam, Suresh Wadkar from Sultanat (1986). Nazar Se Nazar Se Romantic soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Hasan Kamal.

Nazar ne nazar se kya kaha
Meri jaan meri jaan ye bata
Nazar ne nazar se kya kaha
Meri jaan meri jaan ye bata
Kahun kya nazar ne kya
Kaha aati hain mujhko hayaa
Jo hain mere dil mein wahin tere
Dil mein ek baar kah de
Tu haan na na
Nazar ne kya kaha aati hain
Mujhko hayaa

Ho jaage hain armaan jaan le
Jaan e jaan are jaanun na
Ho jaage hain armaan jaan le
Jaan e jaan are jaanun na
Kar de ek ehasaan maan le
Jaan e jaan maanun na
Pahale wafaa ka ikaraar kar
Le haazir hain phir meri jaan
Nazar ne nazar se kya kaha
Meri jaan meri jaan ye bata
Kahun kya nazar ne kya kaha
Aati hai mujhko hayaa

bharatlyrics.com

Waada kar ye haath se haath
Chhute na na chhutegaa
Waada kar ye haath se haath
Chhute na na chhutegaa
Saath rahen din raat saath ye
Chhute na na chhutegaa
Ulfat mein teri chaahat men teri
Thukaraa doon saaraa jahaan
Nazar ne nazar se kya kaha
Meri jaan meri jaan ye bata
Kahun kya nazar ne kya kaha
Aati hain mujhko hayaa
Jo hain mere dil men wahi
Tere dil mein ek baar
Kah de tu haan ha ha.

Nazar Se Nazar Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download