Nigaho Ki Jadugari Lyrics - Lata Mangeshkar

Nigaho Ki Jadugari lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Shabnam (1964). Nigaho Ki Jadugari Masti soundtrack was composed by Usha Khanna with lyrics written by Prem Dhawan.

Nigaho ki jadugiri adao ki dilbari
Yuhi nahi khuda ki kasam
Koi to hai mera bhi sanam
Nigaho ki jadugiri

Bahke kadam hai mere to bin piye
Arma hai mere ke jalte diye
Bahke kadam hai mere to bin piye
Arma hai mere ke jalte diye
Kahti hai dhadkan ke aayega wo
Tadpu hamesha mai jiske liye
Nigaho ki jadugiri adao ki dilbari
Yuhi nahi khuda ki kasam
Koi to hai mera bhi sanam
Nigaho ki jadugiri

bharatlyrics.com

Koi to jaha me diwana hai mera
Kisi ke to lab pe fasana hai mera
Koi to jaha me diwana hai mera
Kisi ke to lab pe fasana hai mera
Mane na mane jamane ki khushi
Kisi ke to dil me thikana hai mera
Nigaho ki jadugiri adao ki dilbari
Yuhi nahi khuda ki kasam
Koi to hai mera bhi sanam
Nigaho ki jadugiri.

Nigaho Ki Jadugari Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download