Shabnam Bhi Dekhi Lyrics - Usha Khanna

Shabnam Bhi Dekhi lyrics, the song is sung by Usha Khanna from Shabnam (1964). The music of Shabnam Bhi Dekhi Dance, Masti track is composed by Usha Khanna while the lyrics are penned by Javed Anwar.

Shabnam bhi dekhi shola bhi dekha
Par tera jalwa bas bas bas ha
Phulo ko dekha bulbul ko dekha
Phulo ko dekha bulbul ko dekha
Par tera jalwa bas bas bas ha

bharatlyrics.com

Chalna bhi katil rukna bhi katil
Uth ke najar ka jhukna bhi katil
Kam nahi jalim teri ada bhi
Tu hai kayamat tu hai bala bhi
Itrana dekha sharmana dekha
Par tera jalwa bas bas bas ha
Shabnam bhi dekhi shola bhi dekha
Par tera jalwa bas bas bas ha

Aankho se chalke masti hi masti
Hame luta di apni hasti
Parwane par hai shama diwani
Dekho ji dekho ulti kahani
Afsna dekha maykhana dekha
Par tera jalwa bas bas bas ha
Shabnam bhi dekhi shola bhi dekha
Par tera jalwa bas bas bas ha

Lahrake jab tu mahfil me aaye
Jhume surahi paymana gaye
Uf allah allah kafir nigahe
Shan se mare jisko bhi chahe
Parwana dekha diwana dekha
Par tera jalwa bas bas bas ha
Shabnam bhi dekhi shola bhi dekha
Pucho na hamse kya kya dekha
Par tera jalwa bas bas bas ha.

Shabnam Bhi Dekhi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download