Nigaho Ko Jab Lyrics - Sulochana Kadam

Nigaho Ko Jab lyrics, the song is sung by Sulochana Kadam from Titli (1951). The music of Nigaho Ko Jab Happy track is composed by Vinod while the lyrics are penned by Prakash.

Nigaho ko jab aa
Gaya muskurana
Nigaho ko jab aa
Gaya muskurana
Mujhe dekhta rahe
Gaya ek zamana
Nigaho ko jab aa
Gaya muskurana

Aye panchhi mere
Geet gane lage
Aye panchhi mere
Geet gane lage
Naye dhang se
Chahchahane lage
Naye dhang se
Chahchahane lage
Meri zindagi hai
Subha ka tarana
Nigaho ko
Nigaho ko jab aa
Gaya muskurana
Mujhe dekhta rahe
Gaya ek zamana
Nigaho ko jab aa
Gaya muskurana

bharatlyrics.com

Irado ka hi naam
Hai naujawani
Irado ka hi naam
Hai naujawani
Na duniya ki baate
Mere dil ne mani
Na duniya ki baate
Mere dil ne mani
Kiya hai wahi mere
Dil ne jo thana
Dil ne jo thana
Nigaho ko
Nigaho ko jab aa
Gaya muskurana
Mujhe dekhta rahe
Gaya ek zamana
Nigaho ko jab aa
Gaya muskurana

Main bijli si bankar
Machal ke rahungi
Main bijli si bankar
Machal ke rahungi
Zamane ki rasme
Badal ke rahungi
Zamane ki rasme
Badal ke rahungi
Isharo pe mere
Chalega zamana
Nigaho ko
Nigaho ko jab aa
Gaya muskurana
Mujhe dekhta rahe
Gaya ek zamana
Nigaho ko jab aa
Gaya muskurana.

Nigaho Ko Jab Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download