O Aayee Aayee Re Lyrics - Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar

O Aayee Aayee Re lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar from Shoorveer (1988). O Aayee Aayee Re Happy soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

O aayee aayee re dulhaniya
Sunke mere dil ki pukar
O aayee aayee re dulhaniya
Sunke mere dil ki pukar
Dil ki sada kaise rukti bhala
Khich laaya hai bachpan ka pyar
O aayee aayee re dulhaniya
Sunke mere dil ki pukar
O aayee aayee re dulhaniya
Sunke mere dil ki pukar

bharatlyrics.com

Aaj mann ye kahe naach lo jhum lo
Aaj mann ye kahe naach lo jhum lo
Ghar hai aayi dulhan bhar ke
Muh chum lo bhar ke muh chum lo
Sachche ikraar se apne ik
Pyar se saari duniya gayi aaj haar
O aayee aayee re dulhaniya
Sunke mere dil ki pukar
O aayee aayee re dulhaniya
Sunke mere dil ki pukar

Teri aawaz par dil yu machala ke hum
Teri aawaz par dil yu machala ke hum
Bhul baithe jamane ke saare sitam
Raah mein jal uthe aarzoo ke diye,
Raah mein jal uthe aarzoo ke diye
Aa gayi karke sola singaar
O aayee aayee re dulhaniya
Sunke mere dil ki pukar
O aayee aayee re dulhaniya
Sunke mere dil ki pukar.

O Aayee Aayee Re Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download