Om Shanti Ugar Rup Hanuman Lyrics - Shankar Mahadevan

Om Shanti Ugar Rup Hanuman lyrics, the song is sung by Shankar Mahadevan from Lava Kusa: The Warrior Twins (2010). The music of Om Shanti Ugar Rup Hanuman Devotion track is composed by L. Vaidyanathan while the lyrics are penned by .

Om shanti ugar rup hanuman
Om shanti rudar tej hanuman
Jai shri ram jai hanuman
Pawan putar hanuman vimal
Yash bhuwan gatar hanuman
Ho kasis hanuman
Bramhh sutar hanuman
Jai jai bajrang bali
Jai jai bajrang bali
Jai jai bajrang bali
Jai jai jai bajrang bali
Jai jai bajrang bal
Jai jai bajrang bali jai

bharatlyrics.com

Kabhi bal hi kapi
Dewa sarvpriya sukhdayi
Jag hit me shari
Ram kaz saware sakha
Banake pag langh ke samundar ko
Dharkash nahi awasyak tumko
Nartya hai geet samaksh tumhare
Suray bhi khelan ladoo sab nyare
Ye soryat tapo gunwale
Sharan me lelo sadhuhita

Ajnai nandan durmukh mardan
Rama bhakti ras puran mata
Bhakti ras me pooje tumko
Bal vrind he purnmata
Bhakt kalaptaru bhagaw ko
Tum dur karo dev hanumanta
Jai jai bajrang bali
Jai jai bajrang bali
Jai jai bajrang bali
Jai jai jai bajrang bali
Jai jai bajrang bali
Jai jai bajrang bali jai

Bajrangi dikhlana sada sada hi
Daya varidh hasth ho sir pe mere
Rakho sada hi kirpa
Jai kapis tihu lok ujagar
Safal karya karo dev
Dayakar vimal bhakti
Sampuaran sudhakar
Ram kaz nirwah dhurandhar
Bhut pishach na aate
Mahavir jab nam sunate danav
Daitya niakt nahi aate
Jab hanuman ji kirpa lutate

Ram ram subh nam nirantar
Mar bandhiye pawan sute
Tum kalap taru ram dut
Parbhu karuna kar do
Pawan putar hanuman
Ugan datar hanuman
Ho kasis mukut sirsh hanuman
Vijit brahm sutar hanuman
Jai jai bajrang bali
Jai jai bajrang bali
Jai jai bajrang bali
Jai jai jai bajrang bali
Jai jai bajrang bali
Jai jai bajrang bali jai.

Om Shanti Ugar Rup Hanuman Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download