Pagle Mann Tu Lyrics - Khursheed Bano

Pagle Mann Tu lyrics, the song is sung by Khursheed Bano from Maharana Pratap (1946). Pagle Mann Tu Philosophical soundtrack was composed by Ram Ganguly with lyrics written by Swami Ramanand Saraswati.

Pagle man pagle man
Tu ro ro kise sunaye
Pagle man pagle man
Tu ro ro kise sunaye
Is nagri mein dekh hua hai
Nyay aur anyay
Nyay aur anyay

bharatlyrics.com

Kauwo ko tu hanse kahe ja
Aur kato ko phool
Aur kato ko phool
Unka dosh nahi hai koi
Kismat ki hai bhul
Koi jo puchhe kal the apne
Koi jo puchhe kal the apne
Aaj hue jo paraye
Aaj hue jo paraye
Pagle man pagle man
Tu ro ro kise sunaye
Is nagri mein dekh hua hai
Nyay aur anyay
Nyay aur anyay

Kankar ke tukdo ko chahe
Taj pe apne lagaye
Taj pe apne lagaye
Kankar ke tukdo ko chahe
Taj pe apne lagaye
Taj pe apne lagaye
Aur heero ko jan ke pathar
Aur heero ko jan ke pathar
Matti mein ya milaye
Matti mein ya milaye
Jisme himmat jo unko
Jake ye samjhaye
Jake ye samjhaye
Pagle man pagle man
Tu ro ro kise sunaye
Is nagri mein dekh hua hai
Nyay aur anyay
Nyay aur anyay

Jo bhi zurm kare wo tujhpe
Chupke chupke sahna
Chupke chupke sahna
Tukde tukde ho jana par
Tukde tukde ho jana par
Muh se kuchh na kahna
Muh se kuchh na kahna
Chhuri bhi phere gardan par to
Munh se na nikle haye
Munh se na nikle haye.

Pagle Mann Tu Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download