Param Yukti Se Lyrics

Param Yukti Se lyrics, the song is sung by from Sankatmochan Mahabali Hanuman (2015). Param Yukti Se Bhajan soundtrack was composed by with lyrics written by .

Amrit rakshak ho gaye hanumat
Dev kaaj mein arpit jeevan
Diya upaay param yukti se
Gun aur gyan bhari sumati se
Rawab ke chhal bal ka uttar
Nutan niti se de rahe kapivar
Anjni lal niti ke sagar
Tumhre tej se jagat ujagar

Yeh gatha maha bali hanumat ki
Rach kar leela ram bhagat ki
Jai jai raghu nandan ram
Jai jai maha bali hanuma

Maruti sankat mochan bankar
Liya shrishti ka sab sankat har
Man rakh kar maa ka dhayn
Laut rahe ghar parma sujhan
Mangal janani janm bhoomika
Sukhad kapishwar nawal bhoomika
Tejwant hanumat ki jai ho
Kesri nandan jai jai ho

bharatlyrics.com

Yeh gatha maha bali hanumat ki
Rach kar leela ram bhagat ki
Jai jai raghu nandan ram
Jai jai maha bali hanuma.

Param Yukti Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download