Parde Mein Kaun Sa Jalwa Lyrics - Alka Yagnik, Udit Narayan

Parde Mein Kaun Sa Jalwa lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan from Shikaar (2000). The music of Parde Mein Kaun Sa Jalwa Love track is composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Parde mein kaun sa jalwa dekh liya ke
Nach utha deewana yara dildara
Parde mein kaun sa jalwa dekh liya ke
Nach utha deewana yara dildara

Tum kya ho ambar dharti
Sabko nacha de roop mera
Mastana yara dildara
Tum kya ho ambar dharti
Sabko nacha de roop mera
Mastana yara dildara

bharatlyrics.com

Aisa laga ke jaise achanak
Sehra me gulshan khile
Pyare abhi to sau gul khilenge
Chalne do silsile
Koi ada haiu baki abhi kya
Dekha hai tumne abhi sathi koi kya
Haye alla kon sa jalva dekh liya ke
Nach utha dilwala yara dildara
Tum kya ho ambar dharti
Sabko nacha de roop mera
Mastana yara dildara

Ab to mera tan mujhse na sambhle
Tum hio sabhalo janab
Pehle hi mai to tujhpe fida hu
Dana na dhalo jara
Aise sama ja mujhme o balam
Dekhe koi to tona lage ham
Tum kya ho ambar dharti
Sabko nacha de roop mera
Mastana yara dildara

Parde mein kaun sa jalwa dekh liya ke
Nach utha deewana yara dildara
Tum kya ho ambar dharti
Sabko nacha de roop mera
Mastana yara dildara.

Parde Mein Kaun Sa Jalwa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download