Parwano Ki Raah Me Lyrics - Asha Bhosle

Parwano Ki Raah Me lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Hariyali Aur Rasta (1962). The music of Parwano Ki Raah Me Masti track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Parwano ki rah me diwano ki chaha me
Jalu or jalau mohabbat nibhau
Jalu or jalau mohabbat nibhau
Mera bas yahi kam hai
Parwano ki rah me diwano ki chaha me
Jalu or jalau mohabbat nibhau
Jalu or jalau mohabbat nibhau
Mera bas yahi kam hai

Lakh kahu mai dilwalo idhar na ana
Pas se gujro to daman bacha ke jana
Lakh kahu mai dilwalo idhar na ana
Pas se gujro to daman bacha ke jana
Mai mithi sapan hu machalti agan hu
Nahi hai ye din sham hai
Parwano ki rah me diwano ki chaha me
Jalu or jalau mohabbat nibhau
Mera bas yahi kam hai

Sham se hi meri dunia badlati jaye
Armano ki ye basti machalti jaye
Sham se hi meri dunia badlati jaye
Armano ki ye basti machalti jaye
Achanak uthu mai firakne lagu mai
Ye har din ka anjam hai
Parwano ki rah me diwano ki chaha me
Jalu or jalau mohabbat nibhau
Mera bas yahi kam hai

bharatlyrics.com

Rat me jab bhi tha mujhko to jalte dekha
Mahfil ka har rang maine badlata dekha
Rat me jab bhi tha mujhko to jalte dekha
Mahfil ka har rang maine badlata dekha
Sahar muskurayi to awaz ayi
Ke bas yahi akhiri jam hai
Parwano ki rah me diwano ki chaha me
Jalu or jalau mohabbat nibhau
Mera bas yahi kam hai.

Parwano Ki Raah Me Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download