Pasand Aaya Hai Dil Mera Toh Lyrics - Talat Mahmood

Pasand Aaya Hai Dil Mera Toh lyrics, the song is sung by Talat Mahmood from Darbaar (1955). The music of Pasand Aaya Hai Dil Mera Toh Happy track is composed by Hansraj Behl, Hemanta Kumar Mukhopadhyay while the lyrics are penned by Asad Bhopali.

Pasand aaya hai dil
Mera to apne paas
Rehne do pasand aaya hai dil
Mera to apne paas rehne do
Mujh sari khudai agar bura
Kehti hai kehne do
Pasand aaya hai dil mera

bharatlyrics.com

Mujh tumse mohobat hai
Me tumse pyar karta hu
Magar me tumse apni
Dasta kehne se darta hu
Zaba khulti nahi
Zaba khulti nahi
Ye dasta nazro se kehne do
Aji nazaro se kehne do
Pasand aaya hai dil
Mera to apne paas
Rehne do mujh sari khudai
Agar bura kehti hai
Kehne do pasand
Aaya hai dil mera

Mubarakh ho tumahri
Muskurati zindagi tumko
Mere nakam rehne me
Jo hoti hai khushi tumko
To me nakam hi acha
To me nakam hi acha
Mujh nakam rehne do
Aji nakam rehne do
Pasand aaya hai dil
Mera to apne paas
Rehne do mujh sari khudai
Agar bura kehti hai
Kehne do pasand
Aaya hai dil mera

Abhi kya hai abhi to har
Kadam par chot khana hai
Magar dil ko tumahre
Pyar ke kabil banana hai
Mujh ruswaiya mujh ruswaiya
Apnai khushi ke sath
Sehne do khushi ke sath
Sehne do pasand aaya hai dil
Mera to apne paas
Rehne do mujh sari khudai
Agar bura kehti hai
Kehne do pasand
Aaya hai dil mera.

Pasand Aaya Hai Dil Mera Toh Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download