Payaliya Chanki Lyrics - Anuradha Paudwal, Mohammed Rafi

Payaliya Chanki lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Mohammed Rafi from Do Premee (1980). Payaliya Chanki Happy soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Payaliya chanki ke na chanki chanki
Bijuriya chamki ke na chamki chamki
Payaliya chanki ke na chanki chanki
Bijuriya chamki ke na chamki chamki
Kamariya lachki ke na lachki lachki
Magar fir mat kariyo jo kiya kiya
Kiya kiya o piya o piya sun liya

Payaliya chanki ke na chanki chanki
Bijuriya chamki ke na chamki chamki
Kamariya lachki ke na lachki lachki
Magar fir mat kariyo jo kiya kiya
Kiya kiya o piya o piya sun liya
Payaliya chanki ke na

Kanch ki chudi si tu tut jati hai
Kanch ki chudi si tu tut jati hai
Sham ki radha banke ruth jati hai
Gagariya chalki ke na chalki chalki
Chunariya dhalki ke na dhalki dhalki
Kamariya lachki ke na lachki lachki
Magar fir mat kariyo jo kiya kiya
Kiya kiya o piya o piya sun liya
Payaliya chanki ke na

bharatlyrics.com

Aaj to mani
Aaj to mani fir na manungi batiya
Aaj to mani fir na manungi batiya
Jagoge tadpoge sari sari ratiya
Najaiya atki ke na atki atki
Gagariya bhatki ke na bhatki bhatki
Kamariya lachki ke na lachki lachki
Magar fir mat kariyo jo kiya kiya
Kiya kiya o piya o piya sun liya
Payaliya chanki ke na

Udti patang hai tu mana ho gori
Udti patang hai tu mana ho gori
Par mere hatho me hai teri dori
Barariya samjhi ke na samjhi samjhi
Badariya barsi ke na barsi barsi
Kamariya lachki ke na lachki lachki
Magar fir mat kariyo jo kiya kiya
Kiya kiya o piya o piya sun liya
Payaliya chanki ke na.

Payaliya Chanki Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *