Pehle Bhi Jeete The Lyrics - Asha Bhosle, Hariharan

Pehle Bhi Jeete The lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Hariharan from Aabshar-E-Ghazal (1985). The music of Pehle Bhi Jeete The Ghazal track is composed by Hariharan while the lyrics are penned by Muqtida Hasan Nida Fazli.

Pehle bhi jite the magar
Jabse mili hain zindagi
Pehle bhi jite the magar
Jabse mili hain zindagi
Sidhi nahin hain door
Tak ulajhi huyi hain zindagi
Sidhi nahin hain door
Tak ulajhi huyi hain zindagi
Pehle bhi jite the magar
Jabse mili hain zindagi

Achchhi bhali thi door se
Jab paas aai kho gayi
Achchhi bhali thi door se
Jab paas aai kho gayi
Jismein na aaye kuch nazar
Wo roshani hain zindagi
Jismein na aaye kuch nazar
Wo roshani hain zindagi
Sidhi nahi hain door
Tak ulajhi huyi hain zindagi
Pehle bhi jite the magar
Jabse mili hain zindagi

Har raasta anjaan sa,
Har phalsafa naadaan sa
Har raasta anjaan sa,
Har phalsafa naadaan sa
Sadiyon puraani hain
Magar har din nai hain zindagi
Sadiyon puraani hain
Magar har din nai hain zindagi
Sidhi nahi hain door
Tak ulajhi huyi hain zindagi
Pehle bhi jite the magar
Jabse mili hain zindagi

bharatlyrics.com

Mitti hawa ban kar udi
Ghoomi phiri waapas mudi
Mitti hawa ban kar udi
Ghoomi phiri waapas mudi
Kabaro pe qatabo ki
Tarah likkhi huyi hain zindagi
Kabaro pe qatabo ki
Tarah likkhi huyi hain zindagi
Sidhi nahin hain door
Tak ulajhi huyi hain zindagi
Pehle bhi jite the magar
Jabse mili hain zindagi.

Pehle Bhi Jeete The Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download