Pehli Nazar Mein Lyrics - Atif Aslam

Pehli Nazar Mein lyrics, the song is sung by Atif Aslam from Race (2008). Pehli Nazar Mein Love soundtrack was composed by Pritam Chakraborty with lyrics written by Sameer.

Pehli nazar mein
Kaise jaado kar diya
Tera ban baita hai
Mera jiya
Jaane kya hoga
Kya hoga kya pata
Is pal ko milke
Aa jee le zara

Mein hoon yahan
Tu hai yahan
Meri bahon mein aa
Aa bhi ja
O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool ja aa

O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool ja aa

Baby i love u, baby i love you,
Baby i love you, baby i love you…so..
Baby i love you
Oh i love you
I love you
I love you so
Baby i love you

Har dua mein shamil tera pyaar hai
Bin tere lamha bhi dushwar hai
Dhadhkon ko tujhe se hi darkar hai
Tujhse hai rahtein
Tujhse hai chahtein

Har dua mein shamil tera pyaar hai
Bin tere lamha bhi dushwar hai
Dhadhkon ko tujhe se hi darkar hai
Tujhse hai rahtein
Tujhse hai chahtein

Tu jo mili ek din mujhe
Mein kahin ho gaya lapata

O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool ja aa  …..
O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool ja aa  …..

Kar diya deewana dard-e-kash ne
Chain cheena isqh ke ehsaas ne
Bekhayali di hai tere pyaas ne
Chaya suroor hai
Kuch to zaroor hai
Kar diya deewana dard-e-kash ne
Chain cheena isqh ke ehsaas ne
Bekhayali di hai tere pyaas ne
Chaya suroor hai
Kuch to zaroor hai

bharatlyrics.com

Yeh dooriyan
Jeene na de
Hal mera tujhe na pata

O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool ja aa …..
O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool ja aa

Baby i love you, baby i love you,
Baby i love you, baby i love you… so..
Baby i love you
Oh i love you
Baby i love you
I love you…

Pehli Nazar Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download