फिर अजनबी Phir Ajnabi Lyrics - Junaid Ahmad

'फिर अजनबी' | PHIR AJNABI LYRICS IN HINDI: The song "Phir Ajnabi" is sung by Junaid Ahmad from Ananya Panday, Lakshya, Resad Ajim and Aastha Singh starrer film Chand Mera Dil, directed by Vivek Soni. PHIR AJNABI song was composed by Sachin-Jigar, with lyrics written by Amitabh Bhattacharya.

फिर अजनबी Phir Ajnabi Lyrics in Hindi

देखा समझ के तुझको पराया
देखा समझ के तुझको पराया
दिल है के फिर से
तुझी पर आया
तुझी पर आया

फिर अजनबी
फिर अजनबी
इक बार बन कर देखें
फिर अजनबी

जैसे मिलें
ही ना कभी
इक बार बन कर देखें
फिर अजनबी

भारतलिरिक्स.कॉम

इक बार पहली दफा
चल फिर मिलें
पर मुख्तलिफ हो ज़रा
अब सिलसिले

इस मर्तबा दो दिलों के प्यार के
इक जैसे हो रास्ते
और मंज़िलें और मंज़िलें

फिर अजनबी
फिर अजनबी
इक बार बन कर देखें
फिर अजनबी

रंजिश खत्म
होगी तभी
इक बार बन कर देखें
फिर अजनबी
फिर अजनबी

हाय रब्बा

अब के हम कम से कम
यह इरादा करें
जो निभा पाएं हम
उतना वादा करें

कुछ गिले ही ना हों
यह तो मुमकिन नहीं
पर गिले कम करें
प्यार ज़्यादा करें

नाराज़गी में कभी
कर भी लिए
खुदगर्ज़ ना हो मगर
वो फैसले वो फैसले

दिल तोड़ के
सीखा यही
इक बार बन कर देखें
फिर अजनबी
फिर अजनबी
फिर अजनबी

इक बार बन कर देखें
फिर अजनबी
फिर अजनबी

हाय रब्बा!
देखा समझ के तुझको पराया
देखा समझ के तुझको पराया
दिल है के फिर से
तुझी पर आया
तुझी पर आया

Ajnabi Lyrics

Dekha samajh ke tujhko paraya
Dekha samajh ke tujhko paraya
Dil hai ke phir se
Tujhi par aaya
Tujhi par aaya

Phir ajnabi
Phir ajnabi
Ik baar ban kar dekhein
Phir ajnabi

Jaise milein
Hi na kabhi
Ik baar ban kar dekhein
Phir ajnabi

Ik baar pehli dafa
Chal phir milein
Par mukhtalif ho zara
Ab silsile

Is martaba do dilon ke pyaar ke
Ik jaise ho raste
Aur manzilein aur manzilein

Phir ajnabi
Phir ajnabi
Ik baar ban kar dekhein
Phir ajnabi

Ranjish khatam
Hogi tabhi
Ik baar ban kar dekhein
Phir ajnabi
Phir ajnabi

Haye rabba

Ab ke hum kam se kam
Yeh iraada karein
Jo nibha paayein hum
Utna waada karein

Kuch gile hi na hon
Yeh to mumkin nahi
Par gile kam karein
Pyaar zyaada karein

bharatlyrics.com

Naaraazgi mein kabhi
Kar bhi liye
Khudgarz na ho magar
Woh faisle woh faisle

Dil tod ke
Seekha yahi
Ik baar ban kar dekhein
Phir ajnabi
Phir ajnabi
Phir ajnabi

Ik baar ban kar dekhein
Phir ajnabi
Phir ajnabi

Haye rabba!
Dekha samajh ke tujhko paraya
Dekha samajh ke tujhko paraya
Dil hai ke phir se
Tujhi par aaya
Tujhi par aaya

Phir Ajnabi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Phir Ajnabi is from the Chand Mera Dil.

The song Phir Ajnabi was sung by Junaid Ahmad.

The music for Phir Ajnabi was composed by Sachin-Jigar.

The lyrics for Phir Ajnabi were written by Amitabh Bhattacharya.

The music director for Phir Ajnabi is Sachin-Jigar.

The song Phir Ajnabi was released under the Sony Music India.

The genre of the song Phir Ajnabi is Love.