Phool Ka Shabab Kya Lyrics - Mohammed Rafi

Phool Ka Shabab Kya lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Farz Ki Jung (1989). The music of Phool Ka Shabab Kya Romantic track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Anjaan, Naqsh Lyallpuri.

Phool ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya
Phool ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya

Zulfo se khele mahki hawaye
Uff ye jawani uff ye adaye
Uff ye jawani uff ye adaye
Surkh lab ke samne sokhi ye gulab kya
Phool ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya

bharatlyrics.com

Aankho mein tauba kitna nasha hai
Main kya ye mausam bahka hua hai
Main kya ye mausam bahka hua hai
Layegi ye mastiya koi bhi sharab kya
Phool ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya

Gore badan se lipta hua hai
Pani ki dekho takdir kya hai
Pani ki dekho takdir kya hai
Yuhi dekhta rahu main hasin khwab kya
Phool ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya.

Phool Ka Shabab Kya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download