Pichhe Baaraati Lyrics - Alka Yagnik, Udit Narayan

Pichhe Baaraati lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan from Hum Kisi Se Kum Nahin (2002). Pichhe Baaraati Happy, Marriage soundtrack was composed by Anu Malik with lyrics written by Anand Bakshi.

Peeche baarati aage
Band baaja aaye dulhe raja
Gori khol darwaza
Peeche baarati aage
Band baaja aaye dulhe raja
Gori khol darwaza
Peeche baarati aage
Band baaja aaye dulhe raja
Gori khol darwaza

Laaj sharam ki rekha ko paar karle
Na na na kar haan haan tu pyaar karle
Laaj sharam ki rekha ko paar karle
Na na na kar haan haan tu pyaar karle
Naachte gaate teri gali hum aayenge
Tujhko utha ke gori hum le jaayenge
Apni marzi se aaja dil mein samajaa
Aaye dulhe raja gori khol darwaza
Peeche baarati aage
Band baaja aaye dulhe raja

Jaa sanam teri kasam
Kayin meri majburiyan
Haaye ban na jaaye mere
Haathon ki chudiyaan
Tera naam liya tujhe yaad kiya
Teri yaadon ne mujhe thaam liya
Aa mere sanam ab waqt hai kam
Hoton pe hai dam mujhe
Teri kasam aankhon mein
Aasun dil mein hai gham
Aaja aaja tu hai baga
Mere sapno ke raja
Raja raja aaja raja
Raja raja aaja raja

bharatlyrics.com

Mehndi laga le sola shingaar karle
Dulhan banja khud ko taiyaar karle
Mehndi laga le sola shingaar karle
Dulhan banja khud ko taiyaar karle
Kab se na jaane tere peeche pada hun
Dekh tere ghar ke saamne khada hun
Mein andar aaun ya bahar tu aaja
Aaye dulhe raja gori khol darwaza
Peeche baarati aage
Band baaja aaye dulhe raja
Gori khol darwaza.

Pichhe Baaraati Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download