Pita Ka Aagya Sar Lyrics

Pita Ka Aagya Sar lyrics, the song is sung by from Devo Ke Dev...Mahadev (2011). Pita Ka Aagya Sar Sad soundtrack was composed by Sandeep Mukherjee with lyrics written by .

Pita ka aagya sar dhaar kar
Pita ka aagya sar dhaar kar
Nikal padi dukhiyaari
Mehel ki rajkumaari
Mehel ki rajkumaari

Pita ka aagya sar dhar kar
Pita ka aagya sar dhar kar
Nikal padi dukhiyaari
Mehel ki rajkumaari
Mehel ki rajkumaari

bharatlyrics.com

Sukh mein bhar ki chhanv pali jo
Aesi dev si komal kaya
Kyaa sachmuch apradh thaa aesa
Jisaka dand kathor ye paaya
Jisaka dand kathor ye paaya
Mann par maano beet raha hain
Mann par maano beet raha hain
Har kshan yug saubhaayi
Bhatak rahi dukhiyaari
Mehel ki rajkumaari.

Pita Ka Aagya Sar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download