Pyaar Kab Karoge Lyrics - Kavita Krishnamurthy

Pyaar Kab Karoge lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy from Nigahen: Nagina Part II (1989). The music of Pyaar Kab Karoge Romantic track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Sara sara din tum kam karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge
Raat ko tum aaraam karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge
Sara sara din tum kam karoge
Pyaar kab karoge
Raat ko tum aaraam karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge
Sara sara din tum kam karoge

Mausam hai deewano ka
Mat lo naam bahaano ka
Mausam hai deewano ka
Mat lo naam bahaano ka
Kab tak karate rahoge
Tun mere aramaano ka
Kab tak neend haraam karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge
Sara sara din tum kam karoge
Pyaar kab karoge
Raat ko tum aaraam karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge

bharatlyrics.com

Root hai hoo
Root hai pyaasi shaamo ki
Tum ko padi hai kamo ki
Root hai pyaasi shaamo ki
Tum ko padi hai kamo ki
Mere do neno me masti
Bhari he so so jaamo ki
Khaali kab ye jaam karo ge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge
Sara sara din tum kam karoge
Pyaar kab karoge
Raat ko tum aaraam karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge

Pyaar ka naam likho upar
Baaki saare naamo se
Na jaane kab milegi fursat
Tumako apane kamo se
Pyaar ka naam likho upar
Baaqi saare naamo se
Na jaane kab milegi fursat
Tumako apane kamo se
Kab ye zaroori kam karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge
Sara sara din tum kam karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge
Raat ko tum aaraam karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge.

Pyaar Kab Karoge Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Pyaar Kab Karoge is from the Nigahen: Nagina Part II (1989).

The song Pyaar Kab Karoge was sung by Kavita Krishnamurthy.

The lyrics for Pyaar Kab Karoge were written by Anand Bakshi.

The song Pyaar Kab Karoge was released under the T-Series .

The genre of the song Pyaar Kab Karoge is Romantic.