Pyaar Ki Mujhpe Kya Nazar Lyrics - Asha Bhosle, Kishore Kumar

Pyaar Ki Mujhpe Kya Nazar Lyrics - Asha Bhosle, Kishore Kumar

Pyaar Ki Mujhpe Kya Nazar lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from International Crook (1974). Pyaar Ki Mujhpe Kya Nazar Romantic soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Aziz Kashmiri.

Pyar ki mujhpe kya najar dali
Pyar ki mujhpe kya najar dali
Meri halat kharab kar dali
Meri halat kharab kar dali
Achi surat bhi kya buri say hai
Jisne dali buri najar dali
Jisne dali buri najar dali
Pyar ki mujhpe kya najar dali

Ho ke majbur kya kare koi
Ho ke majbur kya kare koi
Is tarah jaan kar mare koi
Aapne had janab kar dali
Achi surat bhi kya buri say hai
Jisne dali buri najar dali
Pyar ki mujhpe kya najar dali

Dil sambhalo to koi baat bhi bhi hai
Dil sambhalo to koi baat bhi bhi hai
Har ujhale ke bad rat bhi hai
Kyu halat kharab kar dali
Pyar ki mujhpe kya najar dali
Meri halat kharab kar dali
Achi surat bhi kya buri say hai

bharatlyrics.com

Dil tumhara mera vada hai
Dil tumhara mera vada hai
Sab samjhati hu jo irada hai
Humne dil ki kitab kitab pad dali
Pyar ki mujhpe kya najar dali
Meri halat kharab kar dali
Achi surat bhi kya buri say hai
Pyar ki mujhpe kya najar dali.

Pyaar Ki Mujhpe Kya Nazar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply