Pyar Ke Baad Lyrics - Chandan Dass

Pyar Ke Baad lyrics, the song is sung by Chandan Dass from Sadaa (1998). Pyar Ke Baad Ghazal soundtrack was composed by Jaidev Kumar with lyrics written by Qateel Shifai.

Pyar ke baad ladakpan joban ban jaata hain

Sona aag mein tap kar kundan ban jaata hain

Aam se jis ladke ko dil de baithi gori
Aam se jis ladke ko dil de baithi gori
Aam se jis ladke ko dil de baithi gori
Sab ki nazaron mein wo saajan ban jaata hain
Sab ki nazaron mein wo saajan ban jaata hain
Sona aag mein tap kar kundan ban jaata hain
Pyar ke baad ladakpan joban ban jaata hain
Sona aag mein tap kar kundan ban jaata hain

bharatlyrics.com

Yaad kisi ki chaa jaati hain jab naino mein

Koi bhi mausam ho saawan ban jaata hain
Koi bhi mausam ho saawan ban jaata hain
Sona aag mein tap kar kundan ban jaata hain
Pyar ke baad ladakpan joban ban jaata hain
Sona aag mein tap kar kundan ban jaata hain

Khud garji ka khel katil wo khel hain jis mein

Achha khaasa dost bhi dushman ban jaata hain
Achha khaasa dost bhi dushman ban jaata hain
Sona aag mein tap kar kundan ban jaata hain
Pyar ke baad ladakpan joban ban jaata hain
Sona aag mein tap kar kundan ban jaata hain
Sona aag mein tap kar kundan ban jaata hain
Sona aag mein tap kar kundan ban jaata hain.

Pyar Ke Baad Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download