Pyar Ki Duniya Tu Lyrics - Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz

Pyar Ki Duniya Tu lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz from Kanoon Ki Zanjeer (1990). Pyar Ki Duniya Tu Romantic soundtrack was composed by with lyrics written by .

Pyar ki duniya
Tu dil ki tamanna tu
Pyar ki duniya
Tu dil ki tamanna tu
Jine ka bahana hain
Sapna suhana hain
Jine ka bahana hain
Sapna suhana hain
Pyar ki duniya tu
Dil ki tamanna tu
Pyar ki duniya tu
Dil ki tamanna tu

bharatlyrics.com

Hum pe dil kisliye aa gaya
Chulbula pan tera bha gaya
Hum pe dil kisliye aa gaya
Chulbula pan tera bha gaya
Tuhi wo khazana hain
Dil jiska deewana hain
Jine ka bahana hain
Sapna suhana hain
Pyar ki duniya
Tu dil ki tamanna tu
Pyar ki duniya
Tu dil ki tamanna tu

Chahiye aur kya yar se
Rakhna bas tu mujhe pyar se
Chahiye aur kya yar se
Rakhna bas tu mujhe pyar se
Tere ghar hi jana hain
Jake phir na aana hain
Jine ka bahana hain
Sapna suhana hain
Pyar ki duniya
Tu dil ki tamanna tu
Pyar ki duniya
Tu dil ki tamanna tu
Jine ka bahana hain
Sapna suhana hain
Jine ka bahana hain
Sapna suhana hain
Pyar ki duniya
Tu dil ki tamanna tu
Pyar ki duniya
Tu dil ki tamanna tu.

Pyar Ki Duniya Tu Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download