Pyar Se Pyara Lyrics - Anup Jalota, Anuradha Paudwal

Pyar Se Pyara lyrics, the song is sung by Anup Jalota, Anuradha Paudwal from Tohfa Mohabbat Ka (1988). Pyar Se Pyara Love soundtrack was composed by Anup Jalota with lyrics written by Maya Govind.

Pyar se pyara kuchh bhi nahin
Pyar se pyara kuchh bhi nahin
Ma ke man ka sahara mile to
Janam ye sara kuchh bhi nahin
Pyar se pyara kuchh bhi nahin
Pyar se pyara kuchh bhi nahin

bharatlyrics.com

Husne mala subhe bnaras
Ya tu avadh ki shan
Sun pariyo ki rajkumari
Hum to iske devta
Zulfe teri sawan ke badal
Aankhe gulabi jam
Tujhko kahu gulbadan gulbadama
Kya doon tujhko naam
Masti bhari is char ke aage
Nadiya ki dhara kuchh bhi nahin
Pyar se pyara kuchh bhi nahin
Pyar se pyara kuchh bhi nahin.

Pyar Se Pyara Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download