Raakh Ke Dher Ne Lyrics - Jagjit Singh

Raakh Ke Dher Ne lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from Magic Moments (1994). Raakh Ke Dher Ne Ghazal soundtrack was composed by Jagjit Singh with lyrics written by Mahendra Dehlvi.

Koi ghesu, koi aachal
Hame aawaj na de,
Ab kisi aakh ka kajal
Hame awaj na de,
Hum hai khamosh to
Khamosh hi rehne do hame,
Koi aahat koi halchal
Hame awaj na de,

bharatlyrics.com

Hum ne tanhai ko
Mehboob bana rakha hai,
Raakh ke dher ne
Sholo ko daba rakha hai,
Phir pukara hai
Mohabat ne hame kya kijye,
Di sada husn ki janat ne
Hame kya kijye,

Jis ke saye se bhi aksar
Hame dar lagta tha,
Choo liya akhir usey
Hasrat mein kya kijye,
Hamne jasbat ke
Daman ko bacha rakha hai,
Raakh ke dher ne
Sholo ko daba rakha hai,

Raas ayena kabhi
Pyar ke halat hame,
Dil ke is khel mein
Har bar hui mat hame,
Kya karenge kaha
Jayenge kidhar jayenge,
De gayi jabbhi daga
Yeh mulakat hame,

Bas isi soch ne hame
Devana bana rakha hai,
Raakh ke dher ne sholo ko
Daba rakha hai.

Raakh Ke Dher Ne Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download