Raat Aaj Ki Yeh Lyrics - Amit Kumar

Raat Aaj Ki Yeh lyrics, the song is sung by Amit Kumar from Chalti Ka Naam Zindagi (1982). Raat Aaj Ki Yeh Masti soundtrack was composed by Kishore Kumar with lyrics written by Irshad Kamil.

Rat aaj ki ye ho rat dil kashi ki ye
Dilnashi bhi hai hamnashi bhi hai
Umange jagi har dil me
Khushi ki mahfil me
Tu bhi jo shamil ho
To ye or ye kuch or khil jaye
Rat aaj ki ye ho rat dil kashi ki ye
Dilnashi bhi hai hamnashi bhi hai
Umange jagi har dil me
Khushi ki mahfil me
Tu bhi jo shamil ho
To ye or ye kuch or khil jaye
Rat aaj ki ye ho rat dil kashi ki ye

Ankh se chalakte hai nashe ke paimane
Jhumne lage dil hoke yu mastane
Kaht ihai najar pyar ke naye afsane
Sapno me gum ho rahe hai sab diwane
Sabhi ke hotho pe virani khusiyo ka
Hasi tarana hai
Umange jagi har dil me
Khushi ki mahfil me
Tu bhi jo shamil ho
To ye or ye kuch or khil jaye
Rat aaj ki ye ho rat dil kashi ki ye

bharatlyrics.com

Humdum mera baho me meri aaya hai
Dil de gul koi jaise muskaya hai
Teri ada ban gayi hai ja mahfil ki
Tu jo jara has kar sarmaya hai
Shama suhana hai
Kisi ki chahat ka tu bhi diwana hai
Umange jagi har dil me
Khushi ki mahfil me
Tu bhi jo shamil ho
To ye or ye kuch or khil jaye
Rat aaj ki ye ho rat dil kashi ki ye
Ho rat dil kashi ki ye
Dil kashi ki ye, dil kashi ki ye.

Raat Aaj Ki Yeh Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download