Raat Kat Tee Nahi Lyrics - Kumar Sanu

Raat Kat Tee Nahi lyrics, the song is sung by Kumar Sanu from Aise Na Dekho Mujhe (2005). The music of Raat Kat Tee Nahi Romantic track is composed by Bhushan Dua while the lyrics are penned by .

Raat kat tee nahin
Din gujarta nahi
Raat kat tee nahin
Din gujarta nahi
Tere bin ab yaha
Chain aata nahi
Ho gayi kya khata
Kyu hai mujhse khafa
Aake mujhko bata

Raat kat tee nahin
Din gujarta nahi
Tere bin ab yaha
Chain aata nahi
Ho gayi kya khata
Kyu hai mujhse khafa
Aake mujhko bata
Raat kat tee nahin

bharatlyrics.com

Tu mujhe chod kar
Dil mera tod kar
Pyar ki raho me is
Tarah chod kar
Chal diya hai kaha
Rah gaya mai tanha
Tere bin zindagi
Jaise ho ab saja
Ho gayi kya khata
Kyu hai mujhse khafa
Aake mujhko bata
Raat kat tee nahin

Aankhe bhar aayi hai
Ab tujhe soch kar
Besabab bewajah
Pher li kyu nazar
Tujhse hoke juda
Is tarah main jiya
Jis tarah dil mera
Jiye dhadkan bina
Ho gayi kya khata
Kyu hai mujhse khafa
Aake mujhko bata

Raat kat tee nahin
Din gujarta nahi
Raat kat tee nahin
Din gujarta nahi
Tere bin ab yaha
Chain aata nahi
Ho gayi kya khata
Kyu hai mujhse khafa
Aake mujhko bata
Raat kat tee nahin.

Raat Kat Tee Nahi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download