Raat Kitni Haseen Lyrics - Mubarak Begum, Talat Mahmood

Raat Kitni Haseen lyrics, the song is sung by Mubarak Begum, Talat Mahmood from Badal Aur Bijli (1956). Raat Kitni Haseen Playful soundtrack was composed by Bipin Babul with lyrics written by Anjum Jaipuri.

Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan

bharatlyrics.com

Dil dhadakne laga
Pyaar ki raah mein
Dil dhadakne laga
Pyaar ki raah mein
Lutf aaney laga
Dard mein aah mein
Lutf aaney laga
Dard mein aah mein
Aaj har chiz ko mil
Gayi hai zubaan
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan

Koi aankhon mein le
Ke bahaar aa gaya
Koi aankhon mein le
Ke bahaar aa gaya
Dil ki bechainion
Ko qaraar aa gaya
Dil ki bechainion
Ko qaraar aa gaya
Do dilon ne bana
Bhi liyaa aashiaan
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan

Muskuraa tujh ko
Teri hansi ki kasam
Muskuraa tujh ko
Teri hansi ki kasam
Tere kadmon mein hai
Meri duniya sanam
Tere kadmon mein hai
Meri duniya sanam
De rahe hain gawaahi
Zameen aasmaan
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan.

Raat Kitni Haseen Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download