Raat Suhani Jaag Rahi Hain Lyrics - Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

Raat Suhani Jaag Rahi Hain lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur from Jigri Dost (1969). The music of Raat Suhani Jaag Rahi Hain Love track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Raat suhani jaag rahi hain
Dhire dhire chupke chupke chori chori ho
Dhire dhire chupke chupke chori chori ho
Prem kahani jaag rahi hain
Dhire dhire chupke chupke chori chori ho
Dhire dhire chupke chupke chori chori ho

Chal rahe hai jadu tham gaya jamana
Dil chura raha hai ye shama suhana
Pani ke chaman me phul ki utar ke
Ye bahar ga rahi hai geet pyar ki
Aur jawani jaag rahi hai
Dhire dhire chupke chupke chori chori ho
Dhire dhire chupke chupke chori chori ho

Chand kar raha hai yu hame ishare
Ye hamare naina ban gaye hai tare
Nind ne na aane ki uthai hai kasam
Nind kaise aaye man ke dware pe sanam
Prit deewani jaag rahi hai
Dhire dhire chupke chupke chori chori ho
Dhire dhire chupke chupke chori chori ho

bharatlyrics.com

Naam ise jaha ka chandani se puchho
Aa gaye kaha hum ye kisi se puchho
Ye jamin lag rahi hai aasman si
Dil ki dhadkano me badh gayi hai jaan si
Jindgani jaag rahi hai
Dhire dhire chupke chupke chori chori ho
Dhire dhire chupke chupke chori chori ho
Raat suhani jaag rahi hain
Dhire dhire chupke chupke chori chori ho
Dhire dhire chupke chupke chori chori ho.

Raat Suhani Jaag Rahi Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download