Raatein Kar Na Kharaab Tu (Title) Lyrics - Suhail Zargar

Raatein Kar Na Kharaab Tu (Title) lyrics, the song is sung by Suhail Zargar from Raatein Kar Na Kharaab Tu (2019). Raatein Kar Na Kharaab Tu (Title) Happy soundtrack was composed by Suhail Zargar with lyrics written by Suhail Zargar.

Wajah koi bhi ho
Na bano fashana
Na banta main majnu
Na banta deewana
Main markash hu ishq ka
Sun le haseena
Chahe meri baho mein
Phir tu na aana
Chahunga tujhe ha
Yahi baat sach hai
Par kab tak main chahu
Ye maine na jaana
Kal hoga kya main kaise batau
Chal jaane de sab sun mera gaana
Sun mera gaana, sun mera gaana

Tere chehare ka noor
Deta hai mujhe suroor
Baki koi bhi nasha na chadhe
Huzoor…!
Teri ankho se sharab
Tere hontho se gulaab
Main churau behisab
Koi kya kare, kya kare, kya kare
Koi kya kare, kya kare, kya kare
Lagi paani mein aag yu
Hui niyate kharab kyu
Paas aake na door ja
Raatein kar na kharaab tu
Raatein kar na kharaab tu
Raatein kar na kharaab tu

Fashano ki duniya hai
Duniya fasano ki
Saayar se jayda hai
Sunte hai deewano ki
Har kahani mein yahi to hota hai
Roti hai laila majnu kahi hota hai
Na banana hai majnu na chahiye laila
Par aise bhi mujhko na rahna akela
Yahi baat sach hai main tujhko batau
Aage ki kahani main gaa ke sunau
Gaa ke sunau, main gaa ke sunau

bharatlyrics.com

Dil ka fashana hai sunanana
Main hun shayar tu meri gajal
Jo chalke paimane
Teri ankho se deewane
Saari duniya ke ho gaye katal
Lagi paani me aag yu
Duniya botle sharab tu
Paas aake na door ja
Raatein kar na kharaab tu
Raatein kar na kharaab tu
Raatein kar na kharaab tu.

Raatein Kar Na Kharaab Tu (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *