Rab Ka Shukrana Lyrics - Mohit Chauhan

Rab Ka Shukrana lyrics, the song is sung by Mohit Chauhan from Jannat 2 (2012). The music of Rab Ka Shukrana Love track is composed by Pritam Chakraborty while the lyrics are penned by Sayeed Quadri.

Tu hai ab jo baahon
Mein qarar hai
Rab ka shukrana
Saanson mein hai
Nasha khumar hai
Rab ka shukrana
Tu hi ab mera
Deen hai imaan hai
Rab ka shukrana
Mera kalma
Hai tu azaan hai
Rab ka shukrana
Rab ka shukrana

Tu mila toh sab mila
Ab kisi se kya gila
Tujhme simtu
Aa main bikhru
Teri baahon mein
Tu mila toh sab mila
Ab kisi se kya gila
Tujhme simtu aa
Main bikhru
Teri baahon mein
Fanaa ho jaaun main
Tu hi ab duniya
Meri jahaan hai
Rab ka shukrana
Khwabon ki khayalon
Ki udaan hai
Rab ka shukrana
Tu hi ab mera
Deen hai imaan hai
Rab ka shukrana
Mera kalma hai
Tu azaan hai
Rab ka shukrana

bharatlyrics.com

Sab se ho jaaun pare
Jo ishaara tu kare
Ab toh rehna hai tujhi mein
Gumshuda hoon main
Sab se ho jaaun pare
Jo ishaara tu kare
Ab toh rehna hai tujhi mein
Gumshuda hoon main
Ho teri baahon mein
Jazbon ka toh
Naya bayaan hai
Rab ka shukrana
Naya rutba nayi shaan hai
Rab ka shukrana
Tu hi ab mera
Deen hai imaan hai
Rab ka shukrana
Mera kalma hai tu azaan hai
Tu rab ka shukrana.

Rab Ka Shukrana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download