Rahe To Kaise Rahe Dil Lyrics - Mohammed Rafi

Rahe To Kaise Rahe Dil lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Room No. 9 (1946). The music of Rahe To Kaise Rahe Dil Sad track is composed by Rasheed Attre while the lyrics are penned by Nakhshab Jarchavi.

Rahe to kaise rahe
Dil pe ikhtiyar mujhe
Ha rahe to kaise rahe
Dil pe ikhtiyar mujhe
Tum is nigah se dekho
Na bar bar mujhe
Tum is nigah se dekho
Na bar bar mujhe

Jo mujhse bachti thi
Pahlu mein aaye baithe hain
Jo mujhse bachti
The bachte thi
Pahlu mein aaye baithe hain
Bahut dino se tha
Is din ka intzar mujhe
Bahut dino se tha
Is din ka intzar mujhe
Tum is nigah se dekho na
Bar bar mujhe

Hamesha aapne
Hamesha aapne ha aapne
Gairo pe ki nigahen karam
Hamesha aapne
Hamesha aapne ha aapne
Gairo pe ki nigahen karam
Hamesha aapne rakha
Hain bekarar mujhe
Hamesha aapne rakha
Hain bekarar mujhe
Tum is nigah se dekho
Na bar bar mujhe

bharatlyrics.com

Wohi to ho jo meri ek
Bhi na sunte the
Wohi to ho jo meri ek
Bhi na sunte the
Wohi to ho jo meri ek
Bhi na sunte the
Ab ikhtiyar tumhe hai
Ke ikhtiyar mujhe
Ab ikhtiyar tumhe hai
Ke ikhtiyar mujhe
Tum is nigah se dekho
Na bar bar mujhe
Tum is nigah se dekho
Na bar bar mujhe.

Rahe To Kaise Rahe Dil Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download