Raja O Raja Lyrics - Kishore Kumar

Raja O Raja lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Itni Si Baat (1981). Raja O Raja Funny soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Anjaan.

Are raja o raja tera baj gaya baja
Are raja o raja tera baj gaya baja
Kaisa baj gaya baja
Kitna roka kitna toka
Kitna roka kitna toka
Ulte raste pe na ja
Are raja o raja tera baj gaya baja
Kaisa baj gaya baja

Jane kaun ghadi me
Tujhko sujhi ye hoshiyari
Ye kya feka ulata
Pasa jeet ke baji hari
Jane kaun ghadi me
Tujhko sujhi ye hoshiyari
Ye kya feka ulata
Pasa jeet ke baji hari
Kare jo unchi unchi bat
Kare jo unchi unchi bat
Khul jaye uski okat
Are raja o raja tera baj gaya baja
Kaisa baj gaya baja

Hans chala kawe ki chal
Apni chal bhi bhula
Ghar ki dulhan bhej ke
Daftar dulha feke chulha
Hans chala kawe ki chal
Apni chal bhi bhula
Ghar ki dulhan bhej ke
Daftar dulha feke chulha
Chale to ulti ulti chal
Chale to ulti ulti chal
Uska hota hai ye hal
Aaja raste pe aaja

bharatlyrics.com

Are raja o raja tera baj gaya baja
Kaisa baj gaya baja
Kitna roka kitna toka
Ulte raste pe na ja
Are raja o raja
Tera baj gaya baja
Kaisa baj gaya baja
Fas gaya raja dekho fs gaya raja
Baj gaya baja dekho baj aya baja
Raja mai raja o rani aaja re aaja
Raja mai raja o rani aaja re aaja

Khayenge piyenge
Bajayenge pyar ka baja
Raja mai raja o rani aaja re aaja
Raja mai raja o rani aaja re aaja
Raja mai raja o rani aaja re aaja.

Raja O Raja Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download