Roja Jaaneman Lyrics - S. P. Balasubrahmanyam, Sujatha Mohan

Roja Jaaneman lyrics, the song is sung by S. P. Balasubrahmanyam, Sujatha Mohan from Roja (1992). The music of Roja Jaaneman Romantic, Sensual track is composed by A.R. Rahman while the lyrics are penned by P.K. Mishra.

Rojaa jaan e man
Tuu hii mera dil
Tujh bin tarase naina
Dil se na jaati hain
Yaaden tumhari
Kaise tum bin jeena
Aankhon mein tu hain
Aansoo mein tu hain
Aankhen band kar lun to
Man mein bhi tu hain
Khwabon mein tuu
Sanson mein tu roja
Roja jaan e man
Tu hi mera dil
Tujh bin tarase naina

Chhu ke yuun chali
Hava jaise chhu gae ho tum
Phool jo khile the v
Shul ban gae hain kyon
Jii raha hu is liye
Dil mein pyar hain tera
Zulm sah rahaa hoon
Kyon intazar hain tera
Tumase mile bina jaan
Bhii na jaaegii
Qayamat se pahale
Saamane tuu aaegi
Kahan hain tuu
Kaisi hain tuu roja
Roja jaan e man
Tu hi mera dil
Tujh bin tarase naina
Aankhon mein tu hain
Aansoo mein tu hain
Aankhen band kar lu to
Man mein bhi tu hain
Kvaabon mein
Tu saanson mein tu roja

bharatlyrics.com

Thandi thandi aae hava
Tera kaam kya yahaan
Mit nahin paas mein
Chaandani tuu laut jaa
Phool kyon khile ho
Tum zulfe nahin vo yahaan
Jhuke jhuke aasamaan
Meri hansi naa udaa
Pyaar ke binaa
Merii zindagii udaas hain
Koi nahin hain mera
Sirf terii aas hain
Kvaabon mein
Tuu saanson mein tuu roja
Roja jaan e man tu hi mera dil
Tujh bin tarase naina
Aankhon mein tu hain
Aansoo mein tu hain
Aankhen band kar lu to
Man mein bhi tu hain
Kvaabon mein
Tuu saanson mein tu roja.

Roja Jaaneman Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download