Romance Ka Zamana Hai Lyrics - Asha Bhosle, Kishore Kumar

Romance Ka Zamana Hai lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from Qaidi (1984). Romance Ka Zamana Hai Romantic soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Jawani ka khazaana hai hai hai
Romance ka jamana hai hai hai
Jawani ka khazaana hai hai hai
Romance ka jamana hai hai hai

bharatlyrics.com

Yaar ka didar kar
Yaar ka didar kar
E mere sanam
Pyar ki umar hai
Or pyar ka mousam
Romance romance romance
Romance romance romance
Jawani ka khazaana hai hai hai
Romance ka jamana hai hai hai

Meri jawani ko aag lagaye to
Aag ko thanda kaise karege
Baithe ge teri julfo ki chhav mein
Solo ko thanda kaise karege
Meri jawani ko aag lagaye to
Aag ko thanda kaise karege
Baithe ge teri julfo ki chhav me
Solo ko thanda kaise karege

Yaar ka didar kar
Yaar ka didar kar
E mere sanam
Pyar ki umar hai
Or pyar ka mousam
Romance romance romance
Romance romance romance
Jawani ka khazaana hai hai hai
Romance ka jamana hai hai hai

Jitna main dekhu
Utna hi tarsu
Pyas nazer ki kaise bujhegi
Tujh ko pilaugi
Pyar ka amrit
Pyas tumahari aise bujhegi
Jitna main dekhu
Utna hi tarsu
Pyas nazer ki kaise bujhegi
Tujh ko pilaugi
Pyar ka amrit
Pyas tumahari aise bujhegi

Yaar ka didar kar
Yaar ka didar kar
E mere sanam
Pyar ki umar hai
Or pyar ka mousam
Romance romance romance
Romance romance romance
Jawani ka khazaana hai hai hai
Romance ka jamana hai hai hai

Yaar ka didar kar
Yaar ka didar kar
E mere sanam
Pyar ki umar hai
Aur pyar ka mousam
Romance romance romance
Romance romance romance.

Romance Ka Zamana Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download