Saajan Ke Ghar Jaao Lyrics - Shamshad Begum, Zeenat Begum

Saajan Ke Ghar Jaao lyrics, the song is sung by Shamshad Begum, Zeenat Begum from Khamosh Nigahen (1946). The music of Saajan Ke Ghar Jaao Playful track is composed by Vinod while the lyrics are penned by Aziz Kashmiri.

Saajan ke ghar jaao ri gori
Haar singaar laga ke
Saajan ke ghar jaao ri gori
Haan singaar laga ke
Haan na sharmaao
Haan haan ji na sharmaao
O ho ji naa sharmaao
Haaan aan aan
Pi sang nain mila ke

bharatlyrics.com

Mehandi laage haath tihaare
Dekhen pi matwaare haan haan
Dekhen pi matwaare
Mehandi laage haath tihaare
Dekhen pi matwaare haan haan
Dekhen pi matwaare
Ghoonghat mein tum
Chhup na jaana
Ghoonghat mein tum
Chhup na jaana
Laaj sharam ke maare
Laaj sharam ke maare
Dekho na sharmaao
Haan haan ji na sharmaao
O ho ji na sharmaao
Haaaan aan aan
Pi sang nain milaake
Saajan ke ghar jaao ri gori
Haar singaar laga ke
Saajan ke ghar jaao ri gori
Haar singaar laga ke
Haan na sharmaao
Haan haan ji na sharmaao
O ho ji naa sharmaao
Haaaan aan aan
Pi sang nain mila ke

Meethhi meethhi baat piya ki
Meethhi meethhi baat piya ki
Sunke bhool na jaana
Haan haan
Sunke bhool na jaana
Hai tera suhaag kisi se
Aise hi batlaana
Hai tera suhaag kisi se
Aise hi batlaana
Ab na sharmaao
Haan haan ji na sharmaao
O ho ji na sharmaao
Haaaan aan aan
Pi sang nain milaake
Saajan ke ghar jaao ri gori
Haar singaar laga ke
Saajan ke ghar jaao ri gori
Haar singaar laga ke
Haan na sharmaao
Haan haan ji na sharmaao
O ho ji naa sharmaao
Haaaan aan aan
Pi sang nain mila ke.

Saajan Ke Ghar Jaao Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download