Saare Niyam Tod Do Lyrics - Asha Bhosle, Kalyani Mishra

Saare Niyam Tod Do lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kalyani Mishra from Khubsoorat (1980). Saare Niyam Tod Do Masti soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Gulzar (Sampooran Singh Kalra).

Saare niyam tod do
Niyam pe chalna chhod do
Saare niyam tod do
Niyam pe chalna chhod do
Saare niyam tod do
Niyam pe chalna chhod do
Arre saare niyam tod do
Niyam pe chalna chhod do
Inqilaab zindabaad
Inqilaab zindabaad
Aap bhi boliye
Inqilaab zindabaad
Inqilaab zindabaad

Khaao piyo mazaa karo
Khilkhilaa kar hansaa karo
Khaao piyo mazaa karo
Khilkhilaa kar hansaa karo
Kal ki chintaa karenge kal
Aaj to aaj hi jiyaa do
Isliye
Saare niyam tod do
Niyam pe chalna chhod do
Arre saare niyam tod do
Niyam pe chalna chhod do
Inqilaab zindabaad
Hmm
Inqilaab zindabaad
Bolo

Chhee chhee chhee chhee chhee
Hat
Dinke chaubees ghanton mein
Aath ghante hain sone ke
Aur chaar hain khaana peenaa
Do hain rone dhone ke
Kuchh kapde badal ke katate mein
Kul baaki chhe hi bachte hain
In mein kitna kaam kare
Khelein yaa aaraam karen
Isliye
Saare niyam tod do
Niyam pe chalna chhod do
Ae saare niyam tod do
Niyam pe chalna chhod do
Inqilaab zindabaad
Aap bhi to bolo
Inqilaab zindabaad

bharatlyrics.com

Jis baat mein aanand mile
Wo karne mein harz nahin
Har cheez yahaan par mahangi hai
Har cheez ka chadhtaa paaraa hai
Bhaade se oonchi building mein
Building se ooncha bhaadaa hai
Jis baat mein aanand mile
Wo karne mein harz nahin
Har cheez jahaan par mahangi ho
Hansne par kharch nahin
Isliye
Saare niyam tod do
Niyam pe chalna chhod do
Arre saare niyam tod do
Niyam pe chalna chhod do
Inqilaab zindabaad
Aap bhi bolo
Inqilaab zindabaad
Ho
Inqilaab zindabaad
Bolo
Inqilaab zindabaad
Saare niyam tod do
Niyam pe chalna chhod do.

Saare Niyam Tod Do Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download