Saare Sapne Tu Tod Gayi Lyrics - Asha Bhosle, S. P. Balasubrahmanyam

Saare Sapne Tu Tod Gayi lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, S. P. Balasubrahmanyam from Mera Saathi (1985). The music of Saare Sapne Tu Tod Gayi Sad track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Sare sapne tu tad gayi
Dali ko kahi kyu khud hi chhoad gayi
Sare sapne tu tad gayi
Dali ko kahi kyu khud hi chhoad gayi

Ghar mein kuch na bacha
Teri yaado ke siwa
Tu jaha bhi rahe khushaal rhe
Babul ka dil phir bhi ye kahe

Doli ko hamne na kandha diya
Dulhan bana ke kiya na vida
Arma dil ka dil mein raha
Vida ke bina ke tu ho gayi juda
Beti to amanat hoti hai
Ye duniya kyu roti hai
Tu jaha bhi rahe khushaal rahe
Babul ka dil phir bhi ye kahe

Pet thi to satati rahe
Nanhe paav thikar lagati rahi
Sine se jab bhi lagaya tujhe
Tune chhote hatho se mara mujhe
Thukara ke ham to chal diye aise
Jaa tan ko chhoad jaye aise
Sare sapne tu tad gayi
Dali ko kahi kyu khud hi chhoad gayi

bharatlyrics.com

Ghar mein kuch na bacha
Teri yaado ke siwa
Tu jaha bhi rahe khushaal rhe
Babul ka dil phir bhi ye kahe.

Saare Sapne Tu Tod Gayi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download