Sab Kehene Lage Lyrics - Sadhana Sargam, Udit Narayan

Sab Kehene Lage lyrics, the song is sung by Sadhana Sargam, Udit Narayan from God And Gun (1995). Sab Kehene Lage Love soundtrack was composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav with lyrics written by Sameer.

Na jaane kis tarah se
Liya tune mera naam
Na jaane kis tarah se
Liya tune mera naam
Sab kehene lage
Sab kehene lage
Sab kehene lage
Main tera deewana ho gaya
Sab kehene lage
Main tera deewana ho gaya

bharatlyrics.com

Na jaane kis tarah se
Liya tune mera naam
Na jaane kis tarah se
Liya tune mera naam
Sab kehene lage
Main tera deewana ho gaya
Sab kehene lage
Main tera deewana ho gaya

Nazron se diya na jaane
Kyaa paiyaam
Nazron se diya na jaane
Kyaa paiyaam
Charon taraf
Ishq ka fasana ho gaya
Charon taraf
Ishq ka fasana ho gaya

Is tarah se kiya ishara
Teri nigahon ne
Aashiqi ka geet gaya
Pyaasi fizzao ne
Is tarah se kiya ishara
Teri nigahon ne
Aashiqi ka geet gaya
Pyaasi fizzao ne
Ke pal ke waste bhi
Na kahin karaar hain
Rubaru khadein hain
Phir bhi kaisa intzaar hain

Kuch bhi na saathi ye
Nash pyaar ka
Na jaane kis tarah se
Liya tune mera naam
Na jaane kis tarah se
Liya tune mera naam
Sab kehene lage
Main tera deewana ho gaya
Sab kehene lage
Main tera deewana ho gaya

Do jahan se keh diya hain
Mera sadaao ne
Sirf tera saath maanga
Meri duaao ne
Do jahan se keh diya hain
Mera sadaao ne
Sirf tera saath maanga
Meri duaao ne
Aa tujhe main aaj dekhu
Zindagi kareeb se
Mil gaya hain saath tera
Mujhko naseeb se

Lote lote rang laayi meri ye waffa
Nazron se diya na jaane
Kyaa paiyaam
Nazron se diya na jaane
Kyaa paiyaam
Charon taraf
Ishq ka fasana ho gaya
Charon taraf
Ishq ka fasana ho gaya

Na jaane kis tarah se
Liya tune mera naam
Na jaane kis tarah se
Liya tune mera naam
Sab kehene lage
Sab kehene lage
Sab kehene lage
Main tera deewana ho gaya
Sab kehene lage
Main tera deewana ho gaya.

Sab Kehene Lage Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download