Sabhi Kuchh Hai Tujh Mein Lyrics - Lata Mangeshkar

Sabhi Kuchh Hai Tujh Mein lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Pyar Mohabbat (1966). The music of Sabhi Kuchh Hai Tujh Mein Playful track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Sabhi kuch hai tujhme magar ye kami hai
Ke aankhon me teri murawwat nahin hai
Badi bemurawwat hai duniya ki mahfil
Yahaan hamne dekha muhabbat nahin hai
Sabhi kuch hai tujhme magar ye kami hai

bharatlyrics.com

Lagi aag dil me sulagte rahe ham
Jubaan tak na kholi tadapte rahe ham
Lagi aag dil me sulagte rahe ham
Jubaan tak na kholi tadapte rahe ham
Magar hamne seekha hai khaamosh rahna
Muhabbat hai koi tizaarat nahin hai
Sabhi kuch hai tujhme magar ye kami hai

Kiye the kisi ne muhabbat ke waade
Phalak se bhi oonche the kis ke iraade
Kiye the kisi ne muhabbat ke waade
Phalak se bhi oonche the kis ke iraade
Magar aise badle wo jaan dene waale
Ke do baaten sun ne ki fursat nahin hai
Sabhi kuch hai tujhme magar ye kami hai
Ke aankhon me teri murawwat nahin hai
Badi bemurawwat hai duniya ki mahfil
Yahaan hamne dekha muhabbat nahin hai
Sabhi kuch hai tujhme magar ye kami hai.

Sabhi Kuchh Hai Tujh Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Sabhi Kuchh Hai Tujh Mein is from the Pyar Mohabbat (1966).

The song Sabhi Kuchh Hai Tujh Mein was sung by Lata Mangeshkar.

The music for Sabhi Kuchh Hai Tujh Mein was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi.

The lyrics for Sabhi Kuchh Hai Tujh Mein were written by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

The music director for Sabhi Kuchh Hai Tujh Mein is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi.

The song Sabhi Kuchh Hai Tujh Mein was released under the Saregama.

The genre of the song Sabhi Kuchh Hai Tujh Mein is Playful.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *