Sabke Sahare Radha Ke Pyare Lyrics - Lata Mangeshkar

Sabke Sahare Radha Ke Pyare lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Bezubaan (1962). The music of Sabke Sahare Radha Ke Pyare Religious track is composed by Chitragupta Shrivastava while the lyrics are penned by Prem Dhawan.

Sab ke sahare radha ke pyare
Prabhu tune rakhi laaj hamari
Sab ke sahare radha ke pyare
Kabhi to ye rakhe laaj hamari
Sab ke sahare

Jo bhi chaha tha vo paya
Humne tere dwar se
Jo bhi chaha tha vo paya
Humne tere dwar se
Par utheri tune nayia mjhdar se
Dukhiyo ke data to pe jau balihari
Jau balihari
Sab ke sahare radha ke pyare
Kabhi to ye rakhe laaj hamari
Sab ke sahare

Paap ke bach ke nikale
Hum to tere naam le
Paap ke bach ke nikale
Hum to tere naam le
Jhuth kabhi na bola humne
Aakar tere samne
Yuhi saran me humko rakhiyo murari
Rakhiyo murari
Sab ke sahare radha ke pyare
Prabhu tune rakhi laaj hamari

bharatlyrics.com

Dukh me tune sath diya to
Sukh me bhi tu sath ho
Dukh me tune sath diya to
Sukh me bhi tu sath ho
Jisko tu na chahe
Aise kabhi na humse baat ho
Man na chhute ab to lagan tihari
Lagan tihari
Sab ke sahare radha ke pyare
Prabhu tune rakhi laaj hamari
Sab ke sahare.

Sabke Sahare Radha Ke Pyare Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download