Sabki Baaratein Aayi 2 Lyrics - Dev Negi, Seepi Jha

SABKI BAARATEIN AAYI 2 LYRICS: This Wedding song is sung by Dev Negi and Seepi Jha & released by Tips Official. SABKI BAARATEIN AAYI 2 song was composed by Raaj Aashoo, with lyrics written by Seepi Jha. The song features Zaara Yesmin and Parth Samthaan in the video.

Sabki Baaratein Aayi 2 Lyrics

Taiyar sawari
Sehra bandhwaya
Mandap pe rehna
Baaraat me laya
Haan

Sabki baaraatein aayin
Sabki baaraatein aayin
Hai meri bhi aayi
Chun chun ke chanda taare
Daaman mein hain laayin
Sabki baaraatein aayin

Meri paazeb hai fancy
Hai mood bhi thoda dancy
Naachoon baaraat mein apni
Tu mera sharm ho kaisi

Tu thaame hath ko mere
Main tujhse aankh milaaun
Bhar lu fir baahon mein
Tu hai banke romantic aayi

Sabki baaraatein aayi
Sabki baaraatein aayin
Hai meri bhi aayi
Chun chun ke chanda taare
Daaman mein hain laayin
Sabki baaraatein aayin

bharatlyrics.com

O mahiya ruthe jag sara tu ruthena
O sathiya pyaar wali doriyan ye tootena
Sath tera mera kabhi chhootena

Ab hum sang saath chalenge
Jin taaron tak tha jaana
Kitne armaanon se
Hai maine dekho raat sajaai

Sabki baraatein aayi
Sabki baaraatein aayin
Hai meri bhi aayi
Chun chun ke chanda taare
Daaman mein hain laayin
Sabki baaraatein aayin

Sabki Baaratein Aayi 2 Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download