Saboo Ko Daur Mein Lyrics - Nusrat Fateh Ali Khan

Saboo Ko Daur Mein lyrics, the song is sung by Nusrat Fateh Ali Khan from Sham Savera (1946). The music of Saboo Ko Daur Mein Qawwali track is composed by Pandit Amarnath while the lyrics are penned by .

Saboo ko daur mein
Lao bahar ke din hein
Saboo ko daur mein
Lao bahar ke din hein
Hamein sharab pilao
Bahar ke din hein
Sabo ko daur mein lao

Yeh kaam ain ibadat hai
Mousam e gul mein
Hamein gale se lagao
Bahar ke din hein
Hamein sharab pilao
Bahar ke din hein
Sabo ko daur mein lao

Yeh ehtiat o takalluf
Bhi theek hein mana
Magar yeh bhol na
Jao bahar ke din hein
Hamein sharab
Pilao bahar ke din hein
Sabo ko daur mein lao

bharatlyrics.com

Junoon ka hukm suno
Aur amal karo us per
Khirad ko aag lagao
Bahar ke din hein
Hamein sharab pilao
Bahar ke din hein
Sabo ko daur mein lao

Thehr thehr ke na barso
Umand paro yakdam
Sitam-zaref ghatao
Bahar ke din hein
Hamein sharab pilao
Bahar ke din hein
Sabo ko daur mein lao

Shikast e tauba ka kab
Aisa aaye ga mousam
Adam ko ghair ke lao
Bahar ke din hein
Hamein sharab pilao
Bahar ke din hein
Sabo ko daur mein lao

Saboo ko daur mein
Lao bahar ke din hein
Saboo ko daur mein
Lao bahar ke din hein
Hamein sharab pilao
Bahar ke din hein
Sabo ko daur mein lao.

Saboo Ko Daur Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download