Sabr Kar Lyrics - Ravindra Upadhyay

Sabr Kar lyrics, the song is sung by Ravindra Upadhyay from Super Singer (2005). The music of Sabr Kar Pop track is composed by while the lyrics are penned by .

Sabr kar sabr kar sabr kar
Sabr kar sabr kar sabr kar
Der hain andher nahi maula ke ghar
Der hain andher nahi maula ke ghar
Sabr kar sabr kar  sabr kar sabr kar
Na baith ummede chohd ke
Woh tujhko dega todke
Tere karmo ka phal laga hain
Jis jis shakh par
Sabr kar sabr kar  sabr kar sabr kar
Der hain andher nahi maula ke ghar
Sabr kar sabr kar  sabr kar sabr kar

bharatlyrics.com

Jo jab hona hain tab hona hain
Itni jyada fikra na kar
Tere dil ka haal woh jaane
Hotho se tu jikra na kar
Abhi waqt nahi tere saath mein hain
Intejaar tere haath mein
Waqt aane par hi teri manzil hogi hamsafar
Sabr kar sabr kar sabr kar sabr kar
Der hain andher nahi maula ke ghar
Sabr kar sabr kar sabr kar sabr kar

Teri mehnat sachhi hain
Toh tu bhi safal ho jaayega
Tu bhi safal ho jaayega
Sach hoga tera sapna
Har aansu kho jaayega
Har aansu kho jaayega
Teri mehnat sachhi hain
Toh tu bhi safal ho jaayega
Sach hoga tera sapna
Har aansu kho jaayega
Kya hua abhi joh dhoop hain
Yeh bhi jeevan ka roop hain
Barasna hain kab
Tujhpar badal ko hain khabar
Sabr kar sabr kar sabr kar sabr kar
Der hain andher nahi maula ke ghar
Sabr kar sabr kar sabr kar sabr kar.

Sabr Kar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download