Saiyan Jab Se Ladi Hai Lyrics - Asha Bhosle

Saiyan Jab Se Ladi Hai lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Sone Ki Chidiya (1958). The music of Saiyan Jab Se Ladi Hai Love track is composed by Omkar Prasad Nayyar while the lyrics are penned by Sahir Ludhianvi.

Saiyan jab se ladi hai tose ankhiyan
Haye nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat
Saiyan jab se ladi hai tose ankhiyan
Haye nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat

Gair hai tu par apna lage
Gair hai tu par apna lage
Sari parit ka sapna lage
Gair hai tu par apna lage
Sari parit ka sapna lage

O matwale dil tere hawale
O matwale dil tere hawale
Ho jab se ladi hai tose ankhiyan
Haye nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat

Saans mein khushbu gulti jaye
Saans mein khushbu gulti jaye
Julf machalkar khulti jaye
Sans me khushbu gulti jaye
Julf machalkar khulti jaye
Rang naya hai
Arey dang naya hai
Rang naya hai arey dang naya hai
Ho jab se ladi hai tose ankhiyan
Haye nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat

bharatlyrics.com

Aaj main apne bas mein nahi hu
Aaj main apne bas mein nahi hu
Paon kahi hai aur main kahi hu
Aaj main apne bas mein nahi hu
Pav kahi hai aur main kahi hu
Man lehraye tan pighala jaye
Man lehraye tan pighala jaye
Ho jab se ladi hai tose ankhiyan
Haye nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat.

Saiyan Jab Se Ladi Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download