Sajan Aao Aao Aao lyrics, the song is sung by Rajkumari Dubey from Rupa (1946). The music of Sajan Aao Aao Aao track is composed by Govind Ram while the lyrics are penned by .
Sajan aao aao aao
Man ki nagariya basao
Sajan aao aao aao
Man ki nagariya basao
Bali umariya me rog lagakar
Bhul hame na jao
Bali umariya me rog lagakar
Bhul hame na jao
Sajan aao aao aao
Man ki nagariya basao
Nazar aaye kare kare
Badal aaye kare kare
Tum bin barse naina hamare
Tum bin barse naina hamare
Kab tak dekhu raah tikari
Aur na ab thadpao
Kab tak dekhu raah tikari
Aur na ab thadpao
Sajan aao aao aao
Man ki nagariya basao
bharatlyrics.com
Atriya pe aayo aayo mora saiya
Atriya pe aayo aayo mora saiya
Chain nahi aaye jiya gabraye
Chain nahi aaye jiya gabraye
Bairan ratiya kate na kat ti
Man ko dheer bandao
Bairan ratiya kate na kat ti
Man ko dheer bandao
Sajan aao aao aao
Man ki nagariya basao.