Sajan Aaye Aadhi Raat Lyrics - Lata Mangeshkar

Sajan Aaye Aadhi Raat lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Anmol Ratan (1950). Sajan Aaye Aadhi Raat Happy soundtrack was composed by Vinod with lyrics written by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok).

Sajan aaye aadhi raat
Kare hi le bahane se baat
O kare hi le bahane se baat
Na main ha boli na main na boli
Na main ha boli na main na boli
Main chup se chadariya
Chadariya tan ke machhli ho gai
O samjhe so gayi
Sajan aaye aadhi raat
Kare hi le bahane se baat
O kare hi le bahane se baat

Mujhe ishare ishare mein lage bulane
Dil mein kya tha ram jane
Mujhe ishare ishare mein lage bulane
Dil mein kya tha ram jane
O phir man hi man mein lage muskurane
Dil mein kya tha ram jane
O phir man hi man mein lage muskurane
Dil mein kya tha ram jane

bharatlyrics.com

Na main ha boli na main na boli
Na main ha boli na main na boli
Main kahu aur se tod chadariya
Juti neendiya mein kho gai
O samjhe so gayi
Sajan aaye aadhi raat
Kare hi le bahane se baat
O kar hi le bahane se baat
Na main ha boli na main na boli
Na main ha boli na main na boli
Main chupke chadariya
Chadariya tan ke machhli hogi
O samjhe so gayi
Sajan aaye aadhi raat
Kare hi le bahane se baat
O kare hi le bahane se baat

Kahne lage aaj ki raat
Jawani aa ke dekh le
Kahne lage aaj ki raat
Jawani aa ke dekh le
O mere dil ki bagiya mein
Khili hai jani raat ki rani
Aake dekhle
O mere dil ki bagiya mein
Khili hai jani raat ki rani
Aake dekhle
Meri khuli aankh dekhi suni tej
Ek kajal se dip aa ke bhej
Sajan aaye aadhi raat
Kare hi le bahane se baat.

Sajan Aaye Aadhi Raat Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download