Sakhi Aaya Sawan Aaya Lyrics - Amirbai Karnataki, Zohrabai Ambalewali

Sakhi Aaya Sawan Aaya lyrics, the song is sung by Amirbai Karnataki, Zohrabai Ambalewali from Zeenat (1945). Sakhi Aaya Sawan Aaya Happy soundtrack was composed by Hafiz Khan, Mir Saheb with lyrics written by Anjum Pilibhiti, Mahir Ul Qadri, Nakhshab Jarchavi, Shewan Rizvi.

Aaya aaya aaya aaya aaya
Sakhi aaya sawan aaya
Aaya sawan aaya

bharatlyrics.com

Badal ne gesu khola
Badal ne gesu khola
Bhawre ke saj uthaya
Koyal ne geet sunaya
Cham cham barsa laya
Aaya aaya aaya aaya
Sakhi aaya sawan aaya
Sakhi aaya sawan aaya

Mujh par bhi jawani aayi
Mujh par bhi jawani aayi
Mujh par bhi jawani aayi
Har say pe jawani aayi
Har say pe jawani aayi
Kya thandi hawaye hai
Mastana ghataye hai
Kya thandi hawaye hai
Mastana ghataye hai
Bundo pe barasne de
Bhawro ki sadaye hai
Bundo pe barasne de
Bhawro ki sadaye hai
Bhawro ne shor machaya
Aaya aaya aaya aaya
Sakhi aaya sawan aaya
Sakhi aaya sawan aaya

Bijli ke sath jhak
Ye badal ghire hue
Bijli ke sath jhak
Ye badal ghire hue
Pedo ki daliyo mein
Ye jhule pade hue
Pedo ki daliyo mein
Ye jhule pade hue
Ha geet khushi ke gaate jao
Mil kar jhula jhulo
Ha geet khushi ke gaate jao
Mil kar jhula jhulo

Chhed chhad ki rut aayi hai
Duniya ke gham bhulo
Chhed chhad ki rut aayi hai
Duniya ke ghm bhulo
Ye hai bahar ka zamana
Ye hai bahar ka zamana
Sawan mein rang jamaya
Aaya aaya aaya aaya aaya
Sakhi aaya sawan aaya
Sakhi aaya sawan aaya
Sakhi aaya sawan aaya.

Sakhi Aaya Sawan Aaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download